Hindustan ka itihaas gawah hain uske raja maharajaon ki veerta aur mardanagi ke liye. Aise kayi kisse hain unki mardanagi ke, jo ek aam aadami ko sochane par vivash kar dete hain ki kya yeh sab satya tha. Haan, yeh bilkul satya tha aur iske peeche tha wo gupt jadi-bootiyon ka mishran jo khaas in rajaon ke liye taiyaar kiya jata tha. Yeh mishran hamare rishi -muniyon aur vaidyon ki saalon ki khoj aur parishram ka nateeja tha.
Par dheere dherre raja-maharajaon ke patan ke saath hi yeh gyan bhi kahin kho gaya. Hindustaani purush apne ko videshiyon se kam samajhane laga. Baba Anga Rakshak se yeh sab dekha na gaya. Yeh 1940 ki baat thi aur Hindustan abhi bhi gulam tha. Baba ne kathin tapasya karke, Himalaya ki ghaatiyon main ghum ke, iss vidya ko fir se khoj nikala. Yeh sab unhone band kiya ek kitaab main jo unke shishyon ke paas aajtak hai. Iss kitab ke rahasyon ke dwara kayi mardon ne bharpoor mardaanagi ka sukh paya hai.
Humne inhi rahasyon ko lekar banaya hai Sher-E-Hindustan capsules aur goliyan. Sher-e-Hindustan aapko deta hai wahi josh aur takat jo kabhi raja-maharajaon main hua karti thi. Yeh puri tarah aayurvedic hai aur isse kisi bhi tarah ka nuksaan ni hota. Balki aapko milte hain wo haseen pal yo hamesha yaadgaar rahenge.
No comments:
Post a Comment