Mardangi—jiska
matlab ghani, ghumawdar moochein nai hoti, jise dikhane ke liye kad lamba aur
chaati chaudi hona zaroori nahi. Mardangi hai har mard ke andar maujood ek
josh, ek kabhi na khatm hone wali taaqat jo ek mamooli se insaan ko bhi sher
bana sakti hai.
Sher-E-Hindustan
salaam karta hai ussi taaqat ko jo zindagi ke sailaab me apni raftaar banaye
rakhti hai, jiske liye maqsad anjaam se zyada zaroori hai. Iss taaqat ke peeche
chupe hain kai jadi-bootyon ke gunn aur chuninda darakhton ke ajoobe, jo har
kamzor ko bharte hain naye josh aur junoon se.
Ye
wahi hain jo aapke aas-paas apni pehchaan banate hain, haseenaon ke dilon me
apni huqumat banate hain, jinke raahon ke kaante, tinko ki tarah bikhar jaate
hain aur jinke iraade takleefon ko barkaton me badal paate hain.
No comments:
Post a Comment